Wednesday, 26 February 2014

            Sharab k aik Ghont ka Azaab

Hazrat Mohammad( sallallahu alaihi Wasallam) ka farman e ibraat nishan hai,
Allah pak ne apni izzat ki qasam yad kar k farmaya hai,Mera jo banda
sharab ka aik ghont b peeye ga mein usay us ki misal Jahannam ka khulta 
howa pani pilaon ga,aur mera jo banda mere khuf se sharab peena chor day ga,
mein usay Jannat mein ache rufaqa ke saath ( pakeeza sharab ) pilaon ga

No comments:

Post a Comment