Bukhar ki Fazeelat
Hazrat Sayyiduna Abu Huraira Razi Allah Anhu ne farmaya k Nabi pak sallallahu alaihi wasallam k hazoor
mein bukhar ka zikar kia gya to aik shakhs ne bukhar ko bura kaha .Hazrat Mohammad sallallahu alaihi wasalam ne farmaya bhukar ko bura na kaho is liye k wo ( momin ) ko gunnah se is tarah pak kar deta hai jaise aag lohe ki mail ( zang ) ko saaf kar deti hai
No comments:
Post a Comment