1.Hazrat Abu Huraira (Razi Allah Anhu) se riwayat hai, Hazrat Mohammad (sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya ,"Admi k dil mein Iman aur Hassad jamah nahi ho sakte.
(Sunan Nisai ,Hades no.3610)
2.Hazrat Muawiyah bin Haida ( Razi Allah Anhu) se Riwayat hai,Hazrat Mohammad (sallallah alaihi wasallam)
ne Irshad Farmaya: " Hassad Iman ko is tarah
tabah kar deta hai jaise sabir ( yani aik drakhat ka intahai karwa nachor)
shehad ko tabah kar deta hai."
( Jamiah saghir ..Hadees no 3819 )
No comments:
Post a Comment