Wednesday, 11 June 2014
15 Shaban ki Fazeelat
Hazrat Ayesha Radi Allahu Ta'ala Anha farmati hein, mein ne eik raat Hazrat Mohammad sallallahu alaihi wasallam ko na dekha to Baqai pak mein mujhe mil gye,Ap sallallahu alaihi wasallam ne mujh se farmaya ,kia tume is baat ka dar tha k Allah pak aur us ka Rasool sallallahu alaihi wasallam tumhari haq talfi krein gy.
Mein ne arz kia Ya Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam mein ne khyal kia tha k shayed ap azwaj e mutahirat mein se kisi k pass tashrif lay gye hon gy,to Rasool sallallahu alaihi wasallam ne farmaya "Beshak Allah Ta'alaShban ki 15ven shab asman ne duniya pr tajali farmata hai,pas kabila bani kalab ki bakriyo k balon se bhi ziada gunahgaron ko bakhsh deta hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment